Telegram Web Link
Implementing "Cool Pavement" technology, which absorbs less solar radiation, on road surfaces in holy sites covering an area of 25,000 square meters can significantly reduce heat. This approach is particularly beneficial in hot climates, as it helps to lower temperatures and provide much-needed relief from extreme heat.

🕋🕋
#Hajj
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Quranic verses about
Hajj - A Pillar of Islaam

قرآنی آیات اسلامی رکن "حج" کے بارے میں۔
.
.
.
#Hajj1445
@AlTawwabeen
Al-Tawwabeen
Quranic verses about Hajj - A Pillar of Islaam قرآنی آیات اسلامی رکن "حج" کے بارے میں۔ . . . #Hajj1445 @AlTawwabeen
Quranic verses about
Hajj - A Pillar of Islaam

قرآنی آیات اسلامی رکن "حج" کے بارے میں۔


Roman Translation:

aur Hajj aur umrah Allah kay liye poora poora ada kero
(Al-Baqarah 196)

Hajj k maheenay muqarrar hain islye jo shakhs in main Hajj lazim karlay woh apni biwi se mail milaap karnay, gunah karnay aur larai jhagray karne se bachta rahay.
Tum jo naiki karogay us se Allah bakhabar hai aur apnay sath safari kharch le lia karo, sabse behtar tosha Allah tala ka dar hai aur Ae aqalmando! Mujhse darte raha karo.
(Al-Baqarah 197)

Is main khuli nishaaniyan hain (jin mai se ek) hazrat Ibrahim ka maqam e ibadat hai. Jo shaykh is ghar main daakhil hua woh mamoon o mehfooz hogaya
Aur logon par Allah ka yeh haq hai k jo shakhs is ghar tak pohachnay ki istetaat rakhta ho woh iska Hajj karay aur jo shakhs is hukm ka inkaar karay (woh khoob samajh lay) Allah Tala tamaam dunya walon se beniyaaz hai.
(Aal Imraan 97)

Woh waqt yaad karo jab humne Ibrahim k lye khana kaaba ki jaga ki nishandahi ki k meray sath kisi cheez ko shareek na karo aur meray ghar ko tawaf karne walon aur qiyaam , ruku o sunood karne walon k lye isay paak rakho.
(Al-Hajj 26)
Aur logo main Hajj k lye ailaan karo k woh tumharay paas har door daraz maqaam se paidal aur onton par sawar ho kar aen.
(Al-Hajj 27)
.
.
#Hajj1445
@AlTawwabeen
2024/09/23 14:34:49
Back to Top
HTML Embed Code: